" aashiq bewafa"
Mere aasoo meri aahe
Karti h tujhse wafayein
Kya galat h mujhse hua
Joh parayan yuh kar diya
Kab tu mujhe yaad karegi
Dil se mere pyaar karegi
Tu h bewafa lekin
Ek din mera insaaf karegi
Tab teri baahon me m
Rounga haste huye
Tab iss duniya se m
Juda hounga haste huye
Zindagi ke iss intajaar me
Beparwah bedard ban jaunga
Aur uss din tak m
Aashiq bewafa kehlaunga
--- rjg
No comments:
Post a Comment