Sunday, 11 January 2015

"Hum kahin mar gaye"

Raat ki rangeen hawaoon me
Dhundta hu khudko m
Bhatakta rehta hu akela
Inn sunsan galliyon me

Lagta h ab mujhe
Lapata hu khudhi m
Mohabbat to bahoot hui
Par humdard kio na ban saki

Khudko hi dhundta hua
Badta rha andheron me
Ab hosh mujhe na rha
Aas sari mar gayi

Waqt ke aaghosh me
Arzoo sari mit gayi
Ab tamanna koi nahi
Dard sare gujar gaye

Iss jahan ke andheron me
Hum kahin mar gaye

----- by rjg

No comments:

Post a Comment